Technology Tips, Android Phone Tips, Tech Videos, Smartphones Reviews, Gadgets, Software, Computer Tips, Earning Tips etc.

Thursday, November 24, 2022

What is system graphics driver in developer options Android | How to enable Graphics Driver Preferences in android I Best Graphics Drivers Settings for BGMI

What is system graphics driver in developer options Android | How to enable Graphics driver preferences in android 11 | Best Graphics Drivers Settings for BGMI


Hello Dosto, aaj me aapko bataunga ki aap apne android mobile mein Graphics Drivers Preferences ko kaise enable kar sakte hai.
Iske liye sab pehle aapko apne android mobile ke About Phone me jana hoga, about phone me jane ke baad aapko waha par Build Number dikhai de rha hoga, aur agar aap Xioami ka phone use karte ho to waha par aapko Miui Version likha hua dikhai dega, aapko waha par 7 times click karna hai.



click karne ke baad aapko No need, you are already a developer likha hua dikhai dega, iska matlb ki aapke mobile mein Developer Options on ho jayegi.
Ab jana hai aapko apne android mobile ke Developer Options mein, additional settings ke ander aapko dekhne ko mil jeyaga.



ya fr aap simple uper ki taraf search bar me isse search karke bhi iss option ko dhund sakte ho.



Developer Options mein jane ke baad aapko niche ki taraf jana hai



Graphics Drivers Preferences option ko find karna hai ya aap simple search bar mein Graphics Drivers Preferences type karke iss option ko easily find kar sakte ho.


Graphics Drivers Preferences option ko open karne ke baad aapke samne kuch aisa interface aayega.



ab aapko yaha par sabhi applications me default likha hua dikhai de rha hoga aur aapko sabhi applications ke name bhi dikhai de rhe honge, jo sabhi sabhi pehle se he default par set honge aur  ab aap jis bhi application ke Graphics Drivers ko improve karna chahte hai



aap uss application par click karke waha par System Graphics Driver option ko set kar dena hai



jis bhi application ke liye aap ye setting ko kroge uss application me aapko pehle se kaafi smoother experience dekhne ko milega, aap iss settings ko gaming ke liye bhi apply kar sakte ho, aur aapko gaming karte waqt bhi pehle se smoothly experience dekhne ho milega.

No comments:

Post a Comment