Technology Tips, Android Phone Tips, Tech Videos, Smartphones Reviews, Gadgets, Software, Computer Tips, Earning Tips etc.

Monday, October 10, 2022

How to prevent apps from uninstall in android | How do I protect an app from being uninstalled

How to prevent apps from uninstall in android | How do I protect an app from being uninstalled





Aaj me aapko bataunga ki aap apne android mobile se kisi bhi app ko uninstall hone se kaise rok sakte hai, mtlb aapki marzi ke bina koi bhi person aapke phone se koi bhi app uninstall nhi kar payega


Iske liye sabse pehle aapko apne android mobile mein ek application ko install krna pdega, aur ye application aapko play store se asani se mil jayegi.



Iss application ko aapko apne android phone mein install kar lena hai


Application install karne ke baad aapko isse open kr lena hai, aur open karne ke baad aapke samne kuch aisa interface aayega aur aapko yaha par ek password set kar lena hai


Application open hone ke baad aapko iss application ki settings me jana hai aur yaha par aapko sabhi options ko mark kr dena hai


Ab aap yaha par jis bhi application ko uninstall hone se rokna chahte hai, uss application ko select krke usse on kar sakte hai, option ko on krne k baad wo application lock ho jayegi aur jab v koi uss application ko uninstall krne ke liye try krega, to wo application uninstall hone se pehle password mangega, isi tarah se aap kisi bhi application ko uninstall hone se rok sakte hai.

Agar aap iske baare me aur detail se jan na chahte hai to aap mere YouTube Channel par jakr video dekh sakte hai, iske baare mein maine complete video bhi banaya hua hai.


No comments:

Post a Comment